02

first 💋kiss

"Haan... bataungi!"

Rehyansh halki si hansi ke sath bola, "Par kya yeh hi bataogi... ki maine kisi ko maar diya?"

"Accha... batao kahan hai wo aadmi?"

Minal ne palat kar usi taraf dekha, par wahan... koi nahi tha. Jahan goli chali thi, jahan laash thi... sab kuch saaf kar diya gaya tha.

Usne ghabra kar poocha, "Tumne... tumne use kahan gayab kiya?"

Rehyansh ne apni gun uski taraf karte hue dheere se kaha, "Kaun? Kahan? Koi bhi to nahi hai..."

Aas-paas khade sabhi bodyguards ka chehra sakht ho gaya tha. Sab hairaan bhi the... dar bhi rahe the. Kyunki aaj tak unke boss ne kabhi kisi ladki ki taraf nazar tak nahi uthai thi.

Aur aaj wo... ek ladki ko god me liye baithe the.

Reyansh ne apni teekhi hazel aankhon se sabko dekha, aur sabki nazrein khud-ba-khud neeche jhuk gayi.

Minal ne uski hazel aankhon me seedhe dekhte hue kaha, "Jaane do mujhe... main tum jaise insaan ke sath ek pal bhi nahi reh sakti."

Reyansh ne ek eyebrow upar uthai, hothon par aadhi si muskaan aayi, phir apni gehri awaaz me bola,

"Accha? Ladkiyan to marti hain mere paas aane ko..."

Minal ne bina dare kaha, "Marti hongi... par mujhe koi shauk nahi hai aapke paas aane ka."

Reyansh ka chehra gehraata gaya, aankhon me ek ajeeb si chamak aayi.

"Yeh nahi kehna tha na baby... ab bhugto."

"M...matlab?" Minal boli, uski awaaz kaanp rahi thi.

Rehyansh dheere se jhuka, aur use apni taraf kheench liya. Bina mauka diye, usne uske hothon par apne hoth rakh diye.

Minal ki aankhen choudi ho gayi... wo uske seene par haath rakh kar use dhakelne lagi, par Rehyansh ki pakad aur gehri ho gayi. Wo use aur paas kheench laya aur kiss karne laga.

Minal ki aankhon se aansu behne lage... wo khud ko chhudane ki poori koshish karti rahi, par jaise-jaise waqt bit ta gaya, uski himmat tootne lagi.

jb ryansh ne dekha usne apne hot nhi khole usne apne ek haath se uske soft part pr press kiya reyansh ke aisa krte hi uski aah nikl gai reyansh ne apne tung ko uski tung me le deep kiss krne lga

uske haath uske puri body pr chl rhe the minal ke pure badan me aag si lgne lge use ajib si filling aane lgi uske is trh kiss se vo bechein ho gai

Uski saansen tez chalne lagi... jab Rehyansh ko ehsaas hua ki uski haalat bigad rahi hai, to usne khud ko thodi doori par kiya.

Ab Minal aankhen band kiye, gehri saansen le rahi thi...

Reyansh ne use apne seene se laga liya, dheere se kaha,

"Dheere... saans lo..."

Uski peeth par haath phirte hue use shaant karne ki koshish karne laga.

Kuch door khada ek khaas bodyguard - Robin, chupchaap yeh sab dekh raha tha. Uske mann me ek hi sawal goonj raha tha,

"Yeh kya tha? Boss... kisi ladki ke itne paas... pehli baar..."

Reyansh ne apni damdaar, arrogant awaaz me kaha,

"Turn around."

Sabhi bodyguards ne bina ek lafz bole peeth ghuma li.

Ab wahan sirf Rehyansh aur Minal the.

Wo fir se uske aur kareeb aaya, aahista se bola,

"Now it's time for me, baby... Jab-jab mujhe yaad karogi, yeh pal tumhe har baar yaad aayega."

Minal gusse me thar-thara uthi, aankhon me aansu liye boli,

"Agli baar kabhi mere saamne mat aana!"

Rehyansh ek thandi saans lete hue bola,

"Uff... kya hua? Lagta hai maza nahi aaya? Deep nahi tha, hai na?"

Wo kuch second uski bheegi aankhon me dekhta raha... ek pal ke liye uske chehre par bhi ek ajeeb sa sannata utar aaya.

Phir achanak wo fir jhuka... "Mann nahi bhara mera..." usne budbudaate hue kaha.

Minal ne ghabraakar kaha, "Chhodo mujhe!"

Lekin Rehyansh ne use fir kheench liya... is baar aur bhi zyada aggressive andaaz me uske hothon par apne hoth rakh kiss krne laga.

Minal ka jism kaanp gaya. Uske aansu fir behne lage.

Wo use dhakelne ki poori koshish kar rahi thi, par Reyansh ki pakad mazboot thi. vo aakhe bnd kre use kiss krne me busy tha

sirf unki saanson ki aahat sunai de rahi thi. use dur krte hue aap bure h ,kon me

crying girl

"Haan, ho tum bure... bahut bure!" Minal ne use dhakka dete hue kaha use ek thapd maar aur khud ko sambhal kar khadi ho gayi.

"Kabhi bhi saamne mat aana mere!"

Wo gusse se apni kitaab uthati hai aur tez kadmon se chalne lagti hai. reyansh gusse me use hi dekh rha tha baki bodyguard bhi shoked hue

Tabhi ek bodyguard saamne aakar use rokne ki koshish karta hai.

Lekin tabhi Rehyansh ki thandi, magar bahut arrogant aur cold voice goonjti hai,

"Let her go."

Bodyguard jhuk jaata hai aur Minal wahan se bhaagti hui nikal jaati hai.

Reyansh wahi bench par chup baitha tha... sar peeche tikaye, aankhen band...

Uske jaane ki aahat me bhi wo sirf use hi mehsoos kar raha tha. ye nhi krna tha crying girl galti kar di tumne life time tum is galti ke liye rone wali ho .

Me ye krna kabhi nhi chahata tha pr tum khud mere samne aai ab jb aai ho toh apni duniya me lana hi hoga tumhe ye me nhi vo chahate hai

Kuch pal baad Robin dheere se bola,

"Boss, us aadmi ka pata chal gaya hai... jise humare investor ne paise diye the."

Reyansh ne aankhen kholi,

"Hmm... to agla number uska hai. Waise India bas isi wajah se aaya tha... par ab theek hai... use bhi dekh hi lete hain. Kyunki mujhe mere paison me nuksan pasand nahi."

Robin bola,

"Sir, wo aaj Navratri utsav me milega... hume—"

"Hmm, theek hai. Aur ek aur naam badh gaya hai..."

"Ji sir?"

Rehyansh ab dheere se muskuraya, bench par rakha library card uthaya.

"Naam: Minal... interesting... aur number bhi hai. Bas pata karo ye crying girl rehti kaha haiOne hour, Robin. Only one hour."

"Yes Sir!"

Rehyansh ab uthne laga, tabhi uski nazar wahi padi ek chhoti si diary par gayi.

Usne diary uthai, samne likha tha:

"Moon Girl - My Dreams"

Naam padhte hi wo thoda ruk gaya, dheere se muskuraya aur budbudaaya,

"Accha... to crying girl ke kuch sapne bhi hain..."

Wo diary haath me lekar ghoomta hai, aur Google search on karta hai...

Phir apni luxury black car ki taraf badhta hai... jisme sirf sannata aur uske iraadon ki goonj thi.

Write a comment ...

Write a comment ...